How To Viral Instagram REELS Videos | ONLY 2 Settings | GURANTEED Viral Your Instagram Reels Videos



Introduction

Guys welcome to my blog, mera name aamir choudhary hai or main ek youtuber or blogger hoon, Main youtube par videos bhi dalta hoon or unhi video ke bare me apne blog se aapko article me likh kar bhi batata hoon. Aap chaho to youtube par meri instagram se related boht si videos bhi dekh sakte ho,


How To Viral Instagram REELS Videos

Guys agar aap apni instagram ki reels video ko viral karna chahte ho. to main aapko 2 aisi settings batana chahta hu jinse sayd aapki reels video viral ho jaye,


To is article ko end tak read karna aapko step by step dono settings bata dunga, 


Make Your Instagram Account Professional 

So guys sabse pehle aapko apne account ko ek profesional account banana hai, instagram ke persional account ko profesional banana boht hi asan hai, main aapko step by step bata deta hoon,


  • sabse pehle aapko apne instagram ki profile par aa jana hai, aane ke bad upr ki taraf 3 line dikhengi aapko un 3 line par click karna hai,

  • 3 line par click karne ke bad aapko Settings par click karna hai, 
  • Settings par click karne ke bad aapko accounts par jana hai,
  • Accounts par click karne ke bad aapko switch to profesional account par click karke aapko apna account profesionla bana lena hai,

Enable Reels Remixing & Recommend On Facebook

Guys remixing ek reels ka hi feature hai, is feature ko enable karne ke bad koi bhi aapki reels video ke sath apna reaction video bana sakta hai, or aap kisi ki bhi video ke sath remix video bana sakte hai, same aisa hi feature tiktok me bhi tha DUET ke nam se,


How To Enable Reels Remixing Feature

  • Guys aapko same pehle ki tarah apni instagram ki profile par jana hai or 3 line par click karna hai or settings me jana hai is bar aapko accounts ki jagah Privacy par click karna hai,



  • Privacy ke option par jane ke bad aapko reels ke option par jana hai,

  • Reels par click karne ke bad aap dono option ko enable kar sakte hai,





  • In dono option ko enable karne ke kya kya faide hai ye maine aapko apni youtube ki ek video me full detail me bata rakha hai aap us video ko dekh kar or acche se samjh sakte hai,



Previous Post Next Post

Post Top

After Post