How To Save Instagram Story With Music In Gallery, I phone And Android Both in 2021 Hindi

Topic : Save Instagram Story With Music In Gallery

So hello and namastey dosto aaj main aapko bataunga ki aap instagram par story or video ko with music ke kaise save kar sakte hai,

Aap jo instagram par music add karke story lagate ho or fir usko instagram me jo story and video save karne ke option se agar sve karte hai to wo story or video without music ke save hoti hai usme koi music nhi aata,


Guys main i phone user or android user dono ke liye bataunga android user ke liye process alag hai or i phone user ke liye process alag hai,

For Android user : 

Earn Rs 2000 Daily From Instagram

To dosto sabse pehle main android user ke liye bataunga ki kis tarah se aapko instagram story music ke sath save karni hai i phone user wale thoda niche jakar padh sakte hai,

To guys main aapko kisi app ke bare me nhi bataunga kyuki dosto apps me aapse aapke instagram account ka password mangte hai main aapko ek aisi website ke bare me bataunga jis se aap sirf username se apni koi bhi story or video download kar sakte hai.


Website ka link aapko main niche de raha hu aapko bass website link par click karna hai or aapko 15 sec wait krna hai aapke samne ek story saver for instagram ki website open ho jaegi,


Is website me aapko bas apna instagram ka username enter karna hai,or aapko download ke button par click karna hai,


And guys i m not a robot par click karke aapko capcha fill karna hai,


Aapki profile photo or aapki sabhi stories aa jaengi,


Jo bhi story aapko save karni ho usko save as video par click kare,


Guys aap apni story ko dekh kar aaapko 3 dot par click karna hai or download ka option aayega aapko us par click karke video ko download kar lena hai


Or aapki video aapki gallery me save ho jaegi with music.


App For I Phone

App For Android


To Guys ye to maine android user ke liye bataya hai ab main bataunga i phone user ke liye,

For I Phone User :

So guys i phone user kisi bhi website se story save nhi kar skte hai i phone user ke liye bhi waise to boht sari free apk bani hai jinse wo stories ko save kar sakte hai lekin un sab me bhi aapko password dena padta hai jo ki safe nhi hai, Fir bhi agar aapko app use karna hai to main apk ki link de deta hu,lekin wo main aapko apni youtube ki video me dunga Watch Video Here

Guys agar aapko without apk ke stories save karni hai to uske liye ek trick hai aap apne i phone ke screen recorder se apni kisi bhi story ki screen recording karke extra part ko crop and trim karke save kar sakte hai,




Previous Post Next Post

Post Top

After Post