How To Grow On Instagram In 2021 | How To Increase Daily 500 Organic Followers On Instagram - Hindi

 How To Grow On Instagram In 2021  



So Dosto aaj ke time me 90% se jaida log instagram chala rahe hai, or har koi instagram par grow hona chahta hai, har koi chahta hai ki uske instagram par jaida followers or likes ho, ab aise me dosto instagram par organically grow hona boht hi muskil ho gya hai.


Lekin dosto ab aap instagram par boht hi asani se organically grow kar sakte ho, ab instagram khud aapko grow karega, ab aap soch rahe honge wo kaise to dosto wo sabkuch mai aapko aaj ke is blog me batana wala hoon,

Maine is topic par apne youtube channel par video bhi dali hui hai aapko agr video dekhne me intrest ho to aap video bhi dekh sakte ho, Watch Here


So guys main aapko apne instagram account ke kuch analytics bhi dikhaunga jisme mera instagram ka account organically grow ho raha hai,

Guys is topic par maine experiment karne ke liye ek new account banaya tha instagram par jldi me hi wo hi account maine is tarike se grow kar raha hoon,


Dosto ye hai mera instagram ka new account or aap is par dekh sakte hai new account par hi 2.3K mere followers ho chuke hai,

Guys ye mere is new account ki last 30 Days ki reach hai jo ki ek new account pr hona boht muskil hai,

Agar yaha dekho to pta laga sakte ho ki mujhe reach kaise mil rahi hai ab mai aapko asli wajah dikhata hoon reach badhne ki.

Guys ye hai wo wajah jis se mere account pr last 30 days me 35k tak ki reach pahuch gyi hai,

To dosto Agar aap instagram par daily 3 se 5  Videos post karoge to aapke account ki bhi growth isi tarah hogi jo ki organically hai or real hai...

Daily ki 3 REELS video bhi boht hai ye aap 15 din tak karke dekhlo aapko result apne aap dikh jaega,


AGAR AAPNE MUJHE INSTAGRAM PAR FOLLOW NHI KAR RAKHA HAI TO NICHE FOLLOW WALE BUTTON PR CLICK KARKE FOLLOW KAR SAKTE HO..

                             Get FREE 500  Real Instagram Followers 


Comment krke jarur batana ye article aapko pasand aaya ya nhi..

THANK YOU..❤️👍



Previous Post Next Post

Post Top

After Post