Vpn se tiktok kaise chalaye, How to use tiktok after ban in india 2021
Waise to aap sabhi ko pata hoga ki india me tiktok or other chinese apps ban hai lekin guys agar aapko is me se kisi app ko use karna hai to aap VPN ke throw use kar sakte hai ban apps ko,to Aise hi aaj main aapko bataunga ki aap tiktok ko india ke andar vpn se kaise use kar sakte hai. Or apni id bhi login kar sakte hai sath hi aap us par videos bhi bana sakte hai.
What is VPN ? And How Its work ?
Vpn means (virtual private network) Yani alag alag tarah ke networks ke sath connection banana, vpn se hum other country ke network ko apne smartphone se jod sakte hai. or ban apps or ban site ko privatly open kar sakte hai. To aise hi ek vpn ke bare me main aapko bataunga jiska naam hai SUPER VPN isi vpn se main aapko india ke andar ban tiktok ko use karna sikhaunga.
Super Vpn (How To Use) ?
Super vpn ek most popular app hai iske play store par 100M+ Downloads hai. Aap isko direct play store se download kar sakte hai ya mai super vpn ka download link aapko niche de dunga aap waha se isko download kar sakte ho.
Super Vpn Download Here
How To Use ?
To Guys download button par click karke aapko super vpn ko download kar lena hai, isle baad guys aapko is app ko open karna hai.
Kuch is tarah ka interface aapke samne open hoga ab aapko simply continue par click karna hai
Continue par click karne ke baad aapko us country ke vpn ko select karna hai jaha par tiktok app ban nhi hai to guys is app me aapko alag alag countrymil jaengi aap unme se kisi ek ko choose kar sakte ho.
So guys iske baad aapko connect ka ek button mil kaega jis ko dabate hi jo hai aapka super vpn choose ki hui country ke vpn se aapke smartphone ke network ko jod dega.
So guys connect hone ke baaad super vpn ka kaam khatam ho jata hai ab main aapko bataunga How to use tiktok after ban in india 2021. Or guys jab aap use kar lo to simply aap super vpn ke server ko disconnect kar sakte ho.
Vpn Se Tiktok Kaise Chalaye ?
So guys ab main kaam aata hai tiktok ko chalana kyuki vpn ko connect karna to aapne sikh hi liya hoga. So dosto ab aapko yaha par koi app ko download nhi karna hai main aapko bina tiktok apk ko download kiye use karna or use par videos banana sikhaunga, To dosto uske liye aapko kya karna hai wo main ab aapko step by step bata deta hoon.
Step 1 :-
So Guys step 1 me aapne kuch nhi karna hai bas aapko apne smartphone me google ya chrome browser ya jo bhi browser aapke phone me ho aapko usko open kar lena hai.Or guys open karne ke baad aapko google pr search karna hai www.tiktok.com
Step 2 :-
Iske baad guys www.tiktok.comse jo pehli wesite aatihai aapko us par click karna hai or iske baad dosto aapke samne bina tiktok ko download kiye hi tiktokka foryou page or pura tiktok ka interface aapke samne aa jaega jaha par aap trending videos ko dekh sakte hao.
So finally guys aapke samne tiktok chal jaega ab aap is par jo chaho wo kar sakte ho aap is par apni id login kar sakte ho aap videos create kar sakte ho..
Lekinguys ye to humne tiktok ko website ke andar open kiya hai To ab hum bar bar to website ko open nhi karenge .
isliye guys aapko is site ke url yani aap isko ek app ki tarah apne home screen par add kar sakte ho.
How To Add Home Screen ?
To guys jab aaap main page par aa jao to aapko chrome me 3 dot par click karna hai or add to home screen par click karna hai .
Read Also - Old TikTok Kaise Chalaye?